Aaj mein aap logo ko Affiliate marketing kya hai? affiliate marketing account kaise banaye?,Affiliate marketing se paise kaise kamaye ?
ke bare me batane ja raha hun
Affiliate marketing kya hai? कैसे करें
एफिलेट मार्केटिंग |
Affiliate marketing , marketing ka aaisa rasta hai jissme koi v person aapne sources for example websites,blog, Facebook page,etc se kisi
Kissi company ke products ko promote karte hai kar ke paisa kama sakta hai jiske badle company usse commission deti hai , daily paisa kama sakte hai company ke products ko sell kar ke Amazon Affiliate Marketing क्या है और 1000 daily kamaye
affiliate marketing account kaise banaye?
First stap go google and search 🔍 Kare
![]() |
Amazon |
Ye new page open ho open hoga.
(Amazon affiliate -amazon.in )par click kare
Open new interface
![]() |
Amazon |
Sign. Kare
Aur aapna affiliate account banaye
Affiliate marketing se paise kaise kamaye ?
Affiliate marketing se paise kamane ke liye aapko jo aapne account me jaker kissi v product ki affiliate link ko aapne blog, website, Facebook page etc
Me shear kare jo v us affiliate link par click karta hai ..wo directly Amazon ya fir aapne jis company ka affiliate account banaya hai waha pahuch jata hai
For example
Mera kud ka Amazon ka affiliate account banaya hai to affiliate link kaise. Banaye??
Ye hai Amazon ka affiliate account

Ye hai mere affiliate account mein is par watch 🔍🔍 karta hun
![]() |
Amazon |
Upper text par click kare.
Aapko new interface aayega
![]() |
Amazon साइट |
Is link ko aap copy kar lijiye aur aap kahi v shear kar dijiye
Ye link hai jo aap watch photo me dekh rahe hai ussi ki hai
Agar aap is link par click karte hai to aap directly Amazon par aaenge
Agar aap watch ko buy karte hai to isame mujhe watch ke price ka 10% commission milta hai
Ye to ek product ka tha aap jada se jada affiliate link shear kare aur paise kamye
Sabhi products ke commission alag alag hai
![]() |
कमीशन रेट |
Aap. Dekh sakte hai ki sub ki commission defferent hai
Is tarah se aap jada paise kama sakte hai
Aapne agar koi affiliate link shear kiya hai us link se koi agar usse buy karta hai to aapko commission milta hia us products ka
Lekin agar aapne shoes ka affiliate link par click karta hai lekin wo usse buy nahi nahi kuch aur buy karta hai jaise ki watch buy kar leta hai shoes nahi buy karta. Usse me aapko commission milta hai .
Note : koi agar aapke affiliate links par click karke chor deta hai agar usne 30 dino ke ander usse buy karta hain fir bhi aapko commission milege .
Conclusion
Amazon Affiliate Marketing क्या है और 1000 daily kamaye Mein ummed karta hun ki aapko ye jankari pasand aayi ho.aaj is post ke madyam se maine aapko batya ki affiliate marketing kya hota hai aur kaise kaam karta hai.
0 टिप्पणियाँ