Aaj mein aapko ko batunga Domin kya hota hai ke bare me puri jankari jo aapke maan me jarur aati hogi Domin name ke bare me.
domin name kya hota hai?
Domin name ek tarah ka address (pata) hota hota internet par jub hum koi blog ya website bante hai to aur us website par article ya jo kuch v post karte hai ussko dekhne ke liye add ko jarurat hoti hai jisse ki asani se pahuch sake.
Domin name kya hai |
for example
Jaise ki aapne koi naya ghar liya hai
Aur aap kisi friend ko aapne ghar par bulna hai to wo kaise pauchega Aapke ghar
Iske liye aapko ek address ki jarurat hogi
Jisse ki aap aapne friend ko bata sake aur wo aasani se aapke ghar pahuch jayega
Thik aaise hi internet par hamne koi blog ya website banaya hai to
Waha tak pauchne ke liye ek address Ki jarurat hoti hai Jise hum Domin name kahete hai.
Types of Domin name
Domin name two types ke hote hai
- Free Domin name
- Costom Domin name
Costom Domin name ko hum paid Domin kahete hai jis hum khrid (buy) karke aapni website par address ke rup me add karte hai isse ye faida hota hai ki visiters ko bhut asani hoti aapki website par aane me.
Costom Domin name lene se hum usse jald yaad kar lete hai.
Free Domin name
Domin name ko free me milta hai agar hamne
Www.blogger.com
Par aapna blog banya hai to
Humne koi free blog banya hai or blogger to hamne paheli bar hame thoda lamba blog address (URL) milta hai ussme blogspot laga hota hai
Ye free domin name hai isliye blogspot laga hota hai agar blogger platform par hai to blogspot aur agar wordpress platform par hai to wordpress laga hota hai
For example
Yourdominname .blogspot.com
Yourdominname.wordpress.com
Ye hame free me domin milta hai jo ki thoda lamba hota hai
Aur to jald se milte hai only letters ke matlab ki only aapke Domin ka naam hi ho isme 1-9 ke number hote hai.
Isse thoda short karte paid domin ko aapne blog par lagte hai
Jaise ki
Mydomin.com
Mydomin.in
Mydonin.org. etc
Domin name ko kaise kharidte hai
Bhut sare platforms hai jo ki hame paid domin provide karate hai
Go Daddy , wordpress etc
![]() |
Go Daddy |
Top level domin kya hai
0 टिप्पणियाँ